Wednesday, August 12, 2009

Yeh Dooriyan

Yeh Dooriyan
Yeh Dooriyan
Yeh Dooriyan

In Raahon Ki Dooriyan
Nigahon Ki Dooriyan
Hum Rahon Ki Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

Kyun Koi Paas Hai
Door Hai Kyun Koi
Jaane Na Koi Yahan Pe

Aa Raha Paas Ya Door Mein Ja Raha
Janu Na Mein Hoon Kahan Pe

Yeh Dooriyan

In Raahon Ki Dooriyan
Nigahon Ki Dooriyan
Hum Rahon Ki Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

Yeh Dooriyan
Yeh Dooriyan

Kabhi Hua Yeh Bhi
Khali Rahon Pe Bhi
Tu Tha Mere Saath

Kabhi Tujhe Milke Lauta
Mera Dil Yeh Khali Khali Haath
Yeh Bhi Hua Kabhi
Jaise Hua Aabhi
Tujhko Sabhi Mein Paa Li

Tera Mujhe Kar Jaati Hai Dooriyan
Satati Hain Dooriyan
Tarsati Hain Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan

Kaha Bhi Na Mene
Nahi Jeena Mene
Tu Jo Na Mila

Tujhe Bhule Se Bhi Na
Bola Na Mene Chahun Fasla

Bas Fasla Rahein
Ban Ke Kasak Jo Kahen
Ho Aur Chahat Yeh Aur Jawan

Teri Meri Mit Jaani Hai Dooriyan
Begani Hai Dooriyan

Hat Jani Dooriyan
Fanah Ho Sabhi Dooriyan.......

Tuesday, August 11, 2009

D,........biggest f@n of K@tRiN@



Ka
trina Kaif born July 16, 1984, is an Indian film actress who has appeared in Bollywood, Telugu and Malayalam films.


Personal life

Born in Hong Kong on July 16, 1984, Katrina is one of eight siblings, seven girls and one boy. Her parents are British citizens, with her father being originally from Kashmir, India. She grew up in Hawaii, and later moved to London, UK.


Professional life
At the age of 14, Kaif started modeling for a jewelry campaign in London, and was subsequently discovered by filmmaker Kaizad Gustad, who gave her a part in his film Boom (2003).

She moved to Mumbai and was offered a number of modeling assignments. However, filmmakers were at first hesitant to sign her because of her linguistic shortcomings, such as her inability to speak Hindi without a heavy accent. Films that did feature her usually had her voice dubbed over by a native speaker of the film's language.


Awards

* 2008: Sabsay Favourite Heroine Award
* 2006: Stardust Breakthrough Performance Award (Female), Maine Pyaar Kyun Kiya?

Filmography

Year Film Role Other notes
2003 Boom Rina Kaif
2004 Malliswari Princess Malliswari Telugu film
2005 Sarkar Pooja
Maine Pyaar Kyun Kiya Sonia
Allari Pidugu Shwetha Telugu film
2006 Hum Ko Deewana Kar Gaye Jia A. Yashvardhan
Balram vs. Taradas Supriya Malayalam film
2007 Namastey London Jasmeet Singh
Apne Nandini
Partner Priya Jaisingh
Nanhe Jaisalmer Special appearance
Welcome Sanjana Shetty
2008 Race Sophia
Singh Is Kinng Releasing on August 8, 2008
Yuvraaj Releasing on October 24, 2008
Hello Special appearance

Thursday, July 30, 2009

तेरे आने का वादा..........

Tanha si zindzgi me tanha hai har rasta ,

dosto yaaro se jaise toota ho vasta,
sabhi hain saath par najane kiski kami hai,
itni khushiyo me najane kaisi gami hai.

Kyo patjhad me sawan ka deedar karta hoon,
kyo har ghadi sirf tera intezaar karta hoon,
tu kaun hai kaha hai, is sab se anjaan hoon,
kya teri tarah ,main bhi tera armaan hoon.
Tu na aa ,magar aane ka vada to kar,

meri andheri zindagi me thoda ujala to kar,
teri aas me najane kab se nahi soya,
teri yaad me najane kitni raate roya,
ab apni khushi se mera gam aadha to kar,
tu na aa magar aane ka vada to kar………….

अरमानों की बस्ती में|||||||||||||


अरमानों की बस्ती में हम आग लगा बैठे।

ऎ दील! तेरी दुनिया को हम लुटा बैठे।।

जब से तुम्हें पहलू में हम अपने बसा बैठे।

दील हमको गवाँ बैठा, हम दील को गवाँ बैठे।।

पानी में बहा देंगे घडियां तेरी फुरकत की।

हम आँखों के परदों में सावन को छुपा बैठे।।

हमारी प्रेम कहानी ...

Hum ne pyaar main paaya to kyaa paya

Kabhi khud ro diye kabhi Tum ko रुलाया

Halat-e-ghum main beh gaya jho aansoon

Who Zindagi main phir kabhi na behne paya

Saza mujhe mili aur jaza unhain bi

Aisa bhi kya insaaf me hai sir jhukaya

Himmat nahee thi us main Saath mere dene ki

Ab tak na jaane vo kaise chal paya

Kisi ajnabi ko mera likha suna raha tha woh

Bikhre hue khawabon ke Purzey udha raha tha woh

Umr bhar pista raha who rishtoon ki chaki mein

Baaqi rahe rishtoon se daaman churra raha tha woh

Apni zidd to woh puri na kar saka

Ruthey huway bachoon ko mana raha tha woh

Sehra me khile phool ko bachane ke liye

Apne ashkoon se uski pyaas mita raha tha woh

Uski yaadoon ko kuch is tarah bhula raha tha

Apne haathoon apna likha mita raha tha woh

Sirf kirdaar hi to badle they usne

Apni hi kahani suna raha tha woh !!!

Hum apni deewangi se jaane jaate hain

Wo apni berukhi se pehchaane jaate hain

Roz miltey hai lekin, kuchh kehte sunte nahi

Mere saamne wo meri dhadkan badhaane aate hain

Shab bhar intzaar mein hum taare dekhaa karte hai

Sabera hone se pehle wo chand bujhane aate hain

Ek nazar ke liye hum din bhar taraste hain

Wo shaam ko gamalon ko paani pilaane aate hain

Mere is haalaat pe hansanaa nahi MUSAFIR too

Ishq main sabke saame aise zamaane aate HAIN..........

Wednesday, July 29, 2009

दील, दोस्ती, और धुंवा ||||||||||||||||||



यारों ये दील भी न अजीब छीज है||||||

साला कभी तो हँसता है और कभी रुलाता है। ऐसे में होते है कुछ लोग अक्सर साथ देते हैं और वो ही हमारे जीवनसाथी बन जाते है। कैसे भूले उन लम्हो को जो कभी हमें हँसाते थे और आज वही हमें रुला जाते है। और क्या कहें उन् लोगो को ................

वैसे तो दोस्त हमारे सबसे करीबी होते हैं पर कभी-२ वो भी। वैसे मेरे जो दोस्त ऐसा कुछ करते है उन्होंने तो आपको कभी दोस्त माना ही नही था।

अब रही बात धुवे की तो कहते है एक सिगरेट एक दिन कम करती है हमारी जिंदगी में से। पर कमसेकम साली कभी रुलाती तो नही न।|||||||||||||||||||||

Tuesday, July 28, 2009

मेरी सबसे अच्छी जगह|||||


वैसे भी मुझे हर जगह पसंद नही आती और जो जगह मुझे पसंद आ जाती है वो मैं कभी भूल नही पाता
वैसे तो मुझे गाजीपुर ही सबसे जादा पसंद क्योंकि मेरे सारे दोस्त वही मिलते है और मैं सबसे जादा खुश भी वही होता हु और जीने के लिए क्या चाहिए

aBhInAv.......... will love her till death....

Hello frnds,

here @BHINAV GUPTA, ........... belonging from GHAZIPUR,



अब मुझे अपने बारे में बताना चाहिए| समझ में नही आता कहा से शुरू करू, वैसे तो मेरी जिंदगी के बारे में सबको पता है | मेरी जिंदगी में सबसे जादा जो अहमियत रखते है वो मेरे दोस्त हैं | और वही मेरे लिए सब कुछ हैं|
मैं हमेशा अपने दोस्तों के साथ ही रहना पसंद करता हु| मैं उनकी हर मुस्किल का हल निकलता हु| अपनी जिंदगी तो वैसे चलती रहती है पर कुछ जब इस जिंदगी में आते हैं तो एक मोड़ दे जाते हैं|
कुछ लोग हँसी देते हैं तो कुछ रुला जाते है पर क्या करे ये ही तो जिंदगी है|